15 August Independence Shayari Messages
Shayari is best way to express feeling in less words. Shayari leaves more impact rather than simple SMS or any poem. If you are in love then surely your inbox is filled up with lots of love shayaris and messages. Now Independence day is coming soon so don’t you think that you need some shayari messages which will boost you for the big day. Here, I have the latest collection of 15 August Independence shayari messages and pictures. Hope you like them.
Also Read:
Top Independence Day India Songs List, Video
Independence Day Messages, SMS, Greetings
15 August Independence Shayari Messages
Rago Mein Hamari Wog Rawaani Nahin
Marr Mite Desh Pe Who Jawani Nahin
Sab Lage Hue Hain Lootne Desh Ko
Sacchaayi Hai Yeh Dosto, Koi Kahaani Nahin!
================
Chalo Fir Se Khud Ko Jagate Hai,
Anusasan Ka Danda Fir Ghumate Hai,
Sunhara Rang Hai Gantantra Ka Sahido Ke Lahoo Se,
Aise Sahido Ko Ham Sab Sar Jhukate Hai
================
Chalo phir se aaj woh nazara yaad kar le, Shahido ke dil me thi vo jwala yaad karle, Jisme behkar azadi pahuchi thi kinare pe Deshbhakto ke khoon ki vo dhara yad krle
================
shq toh karta hain har koyi Mehboob pe marta hain har koyi, Kbhi
================
Naa poochho jamaney ko, Kya hamari kahani hain, Hamari pehchaan to sirf ye hai Ki hum sirf hindustani hain…!!
================
Naa poochho jamaney ko, Kya hamari kahani hain, Hamari pehchaan to sirf ye hai Ki hum sirf hindustani hain…!!
====================
Watan hamara aise na chhor paaye koi, Rishta hamara aise na tod paaye koi, Dil hamare ek hai ek hai hamari jaan, Hindustan hamara hai hm hai iski shaan.
================
Watan hamara misaal mohabat ki,
Todta hai deewaar nafrat ki,
Meri Khush naseebi mili zindagi is chaman mein
Bhula na sake koi iski khushbo saton janam mein.
Happy Independence Day!
================
Rishta Hamara Aise Na Tod Paaye Koi…
Dil Hamare Ek Hai Ek Hai Hamari Jaan…
Hindustan Hamara Hai Hum Hai Iski Shaan…
Jaan Luta Denge Watan Pe Ho Jayenge Qurban…
Isliye Hum Kehte Hai Mera Desh Mahan..
================
वतन हमारा मिसाल मोहब्बत की, तोड़ता हे दीवाल नफरत की, मेरी खुशनसीबी, मेरी ज़िन्दगी इस चमन में, भुला न सके इसकी खुसबू सातो जनम में.
================
Share these shayaris with your friends and explore the website to get more ideas for making Independence day special.
Related Posts

Feminist Women Truths that They won’t ever Accept that Men Go Through
